Thursday, November 21, 2013

Tanhai ne

coffee ka cup ne,
Akhbar ne,
Tanhai ne,

Aapke na aa pane
ke utsav ko jiya
..
Aapke hath se bani, Adarak wali chai ke khayalo ne,
Is khamoshi me,
Khoob Nritay kiya 


-February 14, 13

No comments:

Post a Comment